90 / 100

17 Amazing Hazrat Ali Quotes in Urdu

hazrat-ali-ra-urdu-quotes

جو فضول خرچی پر فخر کرتا ہے وہ مفلس ہوکر ذلیل ہوتا ہے (حضرت علیؑ)

Jo fuzool kharchi par fakhr karta hai, woh maflis hokar zaleel hota hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

تمھارے والدین تمہیں بچپن میں شہزادوں کی طرح پالتے ہیں لہذا تمہارا فرض بنتا ہے کہ انکے بڑھاپے میں انکو بادشاہوں کی طرح رکھو (حضرت علیؑ)

Tumhare walidain tumhein bachpan mein shahzadon ki tarah paalte hain, lehaza tumhara farz banta hai ke unke burhape mein unko badshahon ki tarah rakho.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

hazrat-ali-ra-urdu-quotes

صرف پیسے کا ہونا رزق نہیں ہے نیک اولاد اچھا اخلاق اور مخلص دوست بھی رزق میں شامل ہیں (حضرت علیؑ)

Sirf paisay ka hona rizq nahi hai, nek aulad, achha akhlaq aur mukhlis dost bhi rizq mein shamil hain.  

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

حضرت علیؓ نے فرمایا : ہمیشہ اپنی چھو ٹی چھوٹی غلطیوں سے بچنے کی کوشش کرو کیونکہ انسان پہاڑوں سے نہیں پتھروں سے ٹھوکر کھاتا ہے ۔ (حضرت علیؑ)

Hazrat Ali RA ne farmaya: “Hamesha apni chhoti chhoti ghaltiyon se bachne ki koshish karo, kyunke insaan pahaaron se nahi pattharon se thokar khata hai

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

صبر دل ہلانے والی مصیبتوں کو آسان بنا دیتا ہے (حضرت علیؑ)

Sabr dil hilanay wali musibaton ko aasan bana deta hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

رشتوں کی خوبصورتی ایک دوسرے کی بات کو برداشت کرنے میں ہے بے عیب انسان تلاش کروگے تو اکیلے رہ جاؤ گے (حضرت علیؑ)

Rishton ki khubsurati aik doosray ki baat ko bardasht karne mein hai. Bae aib insaan talash kroge to akele reh jao ge.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

hazrat-ali-ra-urdu-quotes

جب کسی کو کسی سے رشتہ ختم کرنا ہوتو سب سے پہلے وہ اپنی زبان کی مٹھاس ختم کرتا ہے (حضرت علیؑ)

Jab kisi ko kisi se rishta khatam karna hota hai, sab se pehle woh apni zubaan ki mithaas khatam karta hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

اپنے اندر پرندے کی طرح عاجزی پیدا کرو جو آسمان کی بلندیوں کو چھو کر بھی اپنی گردن جھکا کر رکھتا ہے (حضرت علیؑ)

Apne andar parinday ki tarah ‘aajzi’ paida karo jo aasman ki bulandiyon ko chhoo kar bhi apni gardan jhuka kar rakhta hai. 

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپکو عزت دے کیونکہ عزت محبّت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے (حضرت علیؑ)

Hamesha aise shakhs ko chuna karo jo aapko izzat de, kyunke izzat mohabbat se kahin zyada khaas hoti hai. 

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

جس زبان سے جھوٹ نکلنا بند ہوجاے اس زبان سے نکلی ہوئی ہر دعا قبول ہوتی ہے (حضرت علیؑ)

Jis zabaan se jhoot nikalna band ho jaye, us zabaan se nikli hui har dua qubool hoti hai. –

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

جو انسان کسی کے احسان کا شکر گزار نہیں ہے وہ آئندہ ضرور اس سے محروم ہو جاتا ہے (حضرت علیؑ)

Jo insaan kisi ke ehsaan ka shukr guzaar nahin hai, woh aindah zaroor us se mehroom ho jata hai. 

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

جسے تقدیر پر یقین ہوتا ہے وہ اپنے اپر نازل ہونے والی مصیبتوں سے نہیں گھبراتا – (حضرت علیؑ)

Jise taqdeer par yaqeen hota hai, woh apne upar nazil hone wali musibaton se nahin ghabrata.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

تیرا نفس تجھ سے وہی کام کرواۓ گا جس کے ساتھ تونے اسے مانوس بنایا ہے – (حضرت علیؑ)

Tera nafs tuj se wohi kaam karwayega jiske saath tune usey manoos banaya hai

Hazrat Ali Quotes in Urdu

hazrat-ali-ra-urdu-quotes

مجھے تعجب ہے اس شخص پہ جو اپنی برائیوں کو جانتا ہے لیکن جب اسے برا کہا جاۓ تو ناراض ہوجاتا ہے – (حضرت علیؑ)

Mujhe ta’ajub hai us shakhs par jo apni buraiyon ko jaanta hai lekin jab usey bura kaha jaye to naraaz ho jata hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

دل کو قابو میں رکھنا اور اختیار ہونے کے باوجود ناجائز خواہشات پر عمل نہ کرنا یہی اصل مردانگی ہے (حضرت علیؑ)

Dil ko qaabu mein rakhna aur ikhtiyaar hone ke bawajood najaiz khwahishat par amal na karna yahi asal mardanagi hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
hazrat-ali-ra-urdu-quotes

اگر انسان کو تکبر کے بارے میں الله کی ناراضگی اور سزا کا علم ہوجایے تو بندہ صرف فقیروں اور غریبوں سے ملے اور مٹی پر بیٹھا کرے ( حضرت علیؓ شیر خدا)

Agar insaan ko takabbur ke bare mein Allah ki narazgi aur saza ka ilm ho jaye to banda sirf faqiron aur ghareebon se mile aur mitti par baitha kare.
Hazrat Ali Quotes in Urdu

4 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here