Allama Iqbal poetry in Urdu: A Journey Through Philosophy and Inspiration
Famous Allama Iqbal poetry in Urdu
The most famous Urdu poet and philosopher, Allama Iqbal is devoted to his work which has impressed Urdu literature with his rich contribution. Each and every person across each age group adores the poets because they are filled with deep philosophical thoughts, new ideas, and inspire people to awaken. This research paper focuses on the dominant theme of quotations from Allama Iqbal’s quotations and how his Urdu literature inspired Allama Iqbal Poetry.
سجدہ خالق کو بھی،ابلیس سے یا رانہ بھی حشر میں کس سے محبت کا صلہ مانگے گا؟
Sajda Khaaliq ko bhi, Iblees se yaaraana bhi,
Hashr mein, kis se mohabbat ka sila maangega?
Allama Iqbal poetry in Urdu
کافر کی یہ پہچان ہے کہ آفاق میں گُم ہے مومن کی یہ پہچان کہ گُم اُس میں ہے آفاق
Kafir ki yeh pehchaan hai ke aafaq mein gum hai,
Momin ki yeh pehchaan ke gum us mein hai aafaq.
Allama Iqbal poetry in Urdu
داغِ سجود اگر تیری پیشانی پر ہوا تو کیا کو ئی ایسا سجدہ بھی کر کہ زمین پر نشاں ر ہیں۔
Daagh-e-sujood agar teri peshaani par hua to kya,
Koi aisa sajda bhi kar ke zameen par nishaan rahen.
Allama Iqbal poetry in Urdu
صدقِ خلیل بھی ہے عشق ،صبرِ حسین بھی ہے عشق معرکہ وجود میں بدر و حنین بھی ہے عشق۔
Sidq-e-Khaleel bhi hai ishq, Sabr-e-Hussain bhi hai ishq,
Maarika-e-wujood mein Badr o Hunain bhi hai ishq.
Allama Iqbal poetry in Urdu
کیوں منتیں مانگتا ہے اوروں کے دربار سے اقبالؔ وہ کون سا کام ہے جو ہو تا نہیں تیرے خدا سے۔
Kyoon manatein mangta hai auron ke darbaar se, Iqbal,
Woh kaun sa kaam hai jo hota nahi tere Khuda se
Allama Iqbal poetry in Urdu
سجدوں کی عوض فردوس ملے یہ بات مجھے منظور نہیں بے لوث عبادت کرتا ہوں بندہ ہوں تیرا مزدور نہیں
Sajdon ki awaz firdous mile yeh baat mujhe manzoor nahi,
Be-loos ibadat karta hoon, banda hoon tera, mazdoor nahi.
Allama Iqbal poetry in Urdu
دُعا تو دل سے مانگی جاتی ہے،زبان سے نہیں اے اقبال
قبول تو اس کی بھی ہوتی ہے جس کی زبان نہیں ہوتی۔
Dua to dil se maangi jaati hai, zabaan se nahi, ae Iqbal,
Qabool to uski bhi hoti hai jis ki zabaan nahi hoti.
Allama Iqbal poetry in Urdu
حُسن کردار سے نورِ مجسم ہو جا کہ اِبلیس بھی تجھے دیکھے تو مسلمان ہو جائے۔
Husn-e-kirdaar se noor-e-mujassam ho ja
Ke Iblees bhi tujhe dekhe to Musalmaan ho jaaye.
Allama Iqbal poetry in Urdu
خو دی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضاکیا ہے۔
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai.
Allama Iqbal poetry in Urdu
یوں تو خدا سے مانگنے جنت گیا تھا میں کرب و بلا کو دیکھ کر نیت بدل گئی۔
Yun to Khuda se maangne jannat gaya tha main,
Karb-o-Bala ko dekh kar niyyat badal gayi.
Allama Iqbal poetry in Urdu
یوں تو سید بھی ہو، مرزا بھی ہو، افغان بھی ہو تم یوں تو سبھی کچھ ہو بتاؤ تو مسلمان بھی ہو تم
Yoon to Syed bhi ho, Mirza bhi ho, Afghan bhi ho tum,
Yoon to sabhi kuch ho, batao to Musalman bhi ho tum?
Allama Iqbal poetry in Urdu
دلوں کی عمارتوں میں کہیں بندگی نہیں پتھروں کی مسجدوں میں خدا دھونڈتے ہیں لوگ۔
Dilon ki imaaraton mein kahin bandagi nahi,
Patharon ki masjidon mein Khuda dhoondhte hain log.
Allama Iqbal poetry in Urdu
صبح کو باغ میں شبنم پڑتی ہے فقط اس لیے کہ پتّا پتّا کرے تیرا ذکر با وضوہو کر۔
Subah ko baagh mein shabnam padti hai faqat is liye,
Ke patta patta kare tera zikr ba-wuzu ho kar.
Allama Iqbal poetry in Urdu
حقیقت خرافات میں کھو گئی یہ امت روایات میں کھو گئی۔
Haqeeqat khurafaat mein kho gayi,
Yeh ummat riwayaat mein kho gayi.
Allama Iqbal poetry in Urdu
ہزاروں سال نرگس اپنی بے نو ری پے روتی ہے بڑی مشکل سے ہو تا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا۔
Hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai,
Badi mushkil se hota hai chaman mein deeda-war paida.
Allama Iqbal poetry in Urdu
علم نے مجھ سے کہا عشق ہے دیوانہ پن عشق نے مجھ سے کہا علم ہے تخمینِ وظن۔
Ilm ne mujh se kaha ishq hai deewana pan,
Ishq ne mujh se kaha ilm hai takhmin-e-wazn.
Allama Iqbal poetry in Urdu
قوتِ وشق سے ہر پست کو با لا کردے دہر میں اسمِ محمدﷺ اجالا کردے۔
Quwwat-e-ishq se har past ko baala karde,
Dahr mein Ism-e-Muhammad ﷺ ujala karde.
Allama Iqbal poetry in Urdu
میرے بچپن کے دن بھی کیا خو ب تھے اقبالؔ بے نما زی بھی تھا اور بے گناہ بھی
Mere bachpan ke din bhi kya khoob the, Iqbal,
Be-namaazi bhi tha aur be-gunah bhi.
Allama Iqbal poetry in Urdu
ہنسی آ تی ہے مجھے حسرتِ انسان پر گناہ کرتا ہے خود،لعنت بھیجتا ہے شیطان پر
Hansi aati hai mujhe hasrat-e-insaan par,
Gunah karta hai khud, laanat bhejta hai Shaitaan par.
Allama Iqbal poetry in Urdu
کا فر ہے تو شمشیر پے کرتا بھروسہ مو من ہے تو بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی۔
Kafir hai to shamsheer pe karta bharosa,
Momin hai to be-tegh bhi larta hai sipahi.
Allama Iqbal poetry in Urdu
This is a very famous verse by Allama Iqbal. I hope you enjoy it, and if you like Allama Iqbal, then share it with your friends. Thanks much for having taken time to read it through. May God always make you happy with Allama Iqbal Poetry in Urdu.
[…] Alama Iqbal Poetry in Urdu: A Journey Through Philosophy and Inspiration […]
Hey Uqoutes,
Are you dreaming of financial freedom? I’ve been in your shoes. But now, I’m waking up every day to $1,233 in passive income—effortlessly.
How? It’s all thanks to AI Traffic Secrets —a powerful collection of AI tools and training that skyrocketed my business. These tools work seamlessly, automating my traffic, boosting engagement, and driving consistent income.
=>> https://ai-traffic-secrets.blogspot.com/
The best part? I use these tools every day. They’re designed to be simple and effective, so you can start generating results right away—no tech expertise required!
If you’re ready to unleash the full potential of AI and make passive income while you sleep, check out AI Traffic Secrets today!
=>> https://ai-traffic-secrets.blogspot.com/
Cheers,
[Carl Berg]